main saawali saloni ladki hai
duniya mujhpe marti hai
main saawali saloni ladki hai
duniya mujhpe marti hai
main kaliyo se kabhi khelu to
bahare jhum jaati hain
main saund me kabhi gaau to
jaane mujhse ye hawa kya kahti hai
main saawali saloni ladki hai
duniya mujhpe marti hai
main kaliyo se kabhi khelu to
bahare jhum jaati hain
main saund me kabhi gaau to
jaane mujhse ye hawa kya kahti hai
main saawali saloni ladki hai
duniya mujhpe marti hai
main kaliyo se kabhi khelu to
bahare jhum jaati hain
main saawali saloni, main saawali jhume
kyon chhume sath mere jahan chume
kyon chume is zami ko aasma
jarurat kya hai diwani
kya jaanu main anjaani
ho jaane mujhse ye hawa kya kahti hai
main saawali saloni ladki hai
duniya mujhpe marti hai
main kaliyo se kabhi khelu to
bahare jhum jaati hain
main saund me kabhi gaau to
jaane mujhse ye hawa kya kahti hai
main saawali saloni ladki hai
duniya mujhpe marti hai
main kaliyo se kabhi khelu to
bahare jhum jaati hain
main saawali saloni, main saawali mahke
kyon mahke badan phoolo sa mera bahke
kyon bahke kadam nahi mujhko bata
kya janu main pagal si
dil me hai kyon halchal si
jaane mujhse ye hawa kya kahti hai
main saawali saloni ladki hai
duniya mujhpe marti hai
main kaliyo se kabhi khelu to
bahare jhum jaati hain
main saund me kabhi gaau to
jaane mujhse ye hawa kya kahti hai
main saawali ladki hai
duniya mujhpe marti hai
main kaliyo se kabhi khelu to
bahare jhum jaati hain
main saawali saloni ladki hai
duniya mujhpe marti hai
main kaliyo se kabhi khelu to
bahare jhum jaati hain