jab sarane bujh raha diya
der tak me baethi rahi khidki par me
der tak me baethi rahi
subha ke halke gulabi kohre se
guzara musafir mere darwaje
par aakar ruk gaya or pucha
mujhe wo kaha hai wo kaha hai
wo kaha hai wo kaha hai
main hi sharam ke mare kehna saki
main wahi hun main wahi hun
main hun wo mere musafir
sham aai jab sarane par jalana tha diya
der tak me baethi rahi khidki par me
der tak me baethi rahi
sham ki surkhi rath par baeth kar aaya musafir
dhul thi kapdo pe phir pucha mujhe
wo kaha hai wo kaha hai
wo kaha hai wo kaha hai
main hi sharam ke mare kehna saki
main wahi hun main wahi hun
main hun wo mere musafir
barisho ki raat hai kamro me jalta hai diya
farsh par baethi hun khidki ke tale
aur ab andheri raat me gungunati rehti hun
main hi sharam ke mare kehna saki
main wahi hun main wahi hun
main hun wo mere musafir
jab sarane bujh raha diya
der tak me baethi rahi khidki par me
baethi rahi khidki par me
subha ke halke gulabi kohre se
guzara musafir mere darwaje
par aakar ruk gaya or pucha
mujhe wo kaha hai wo kaha hai
wo kaha hai wo kaha hai
main hi sharam ke mare kehna saki
main wahi hun main wahi hun
main hun wo mere musafir
sham aai jab sarane par jalana tha diya
der tak me baethi rahi khidki par me
baethi rahi khidki par me
sham ki surkhi rath par baeth kar aaya musafir
dhul thi kapdo pe phir pucha mujhe
wo kaha hai wo kaha hai
wo kaha hai wo kaha hai
main hi sharam ke mare kehna saki
main wahi hun main wahi hun
main hun wo mere musafir
barisho ki raat hai kamro me jalta hai diya
farsh par baethi hun khidki ke tale
aur ab andheri raat me gungunati rehti hun
main hi sharam ke mare kehna saki
main wahi hun main wahi hun
main hun wo mere musafir