maine dhokhe pe dhokhe hain khaye
maine dhokhe pe dhokhe hain khaye
umar bhar dosti ki gali me
maine dhokhe pe dhokhe hain khaye
umar bhar dosti ki gali me
maine dhokhe pe dhokhe hain khaye
umar bhar dosti ki gali me
maine dhokhe pe dhokhe hain khaye
umar bhar dosti ki gali me
zindagi tu hi, zindagi tu hain
zindagi tu milaakar bithaya
bevafa aadami ki gali me
zindagi tu milaakar bithaya
bevafa aadami ki gali me
kitani raate guzaari hain maine
dard aur bevasi ki gali me
kitani raate guzaari hain maine
dard aur bevasi ki gali me
kitani raate guzaari hain maine
dard aur bevasi ki gali me
mere mehbub, mere mehbub
mere mehbub chupke se aaja
ek din chandani ke gali me
mere mehbub chupke se aaja
ek din chandani ke gali me
apni taqdir ki baat hain ye
kya tamanna thi aur kya mila hain
apni taqdir ki baat hain ye
kya tamanna thi aur kya mila hain
apni taqdir ki baat hain ye
kya tamanna thi aur kya mila hain
ham andhere se, ham andhere se
ham andhere se mahfuz nikle
lut gaye roshni ki gali me
ham andhere se mahfuz nikle
lut gaye roshni ki gali me
pyaar ki jan jab chhid gayi hain
pyaar se ham bhi ladate rahenge
pyaar ki jan jab chhid gayi hain
pyaar se ham bhi ladate rahenge
pyaar ki jan jab chhid gayi hain
pyaar se ham bhi ladate rahenge
ek din jeet, ek din jeet
ek din jeet lenge yakinan
aapko aap hi ki gali me
ek din jeet lenge yakinan
aapko aap hi ki gali me
maine dhokhe pe dhokhe hain khaye
umar bhar dosti ki gali me
maine dhokhe pe dhokhe hain khaye
umar bhar dosti ki gali me
zindagi tu hi, zindagi tu hain
zindagi tu milaakar bithaya
bevafa aadami ki gali me
zindagi tu milaakar bithaya
bevafa aadami ki gali me
bevafa aadami ki gali me
bevafa aadami ki gali me