mujhe jaldi se dedo khana
maine kal se nahi khaya khana
ha mujhe jaldi se dedo khana
maine kal se nahi khaya khana
bhukh lagi bhukh lagi ae yi
bhukh lagi bhukh lagi o
bhukh lagi bhukh lagi ae yi
bhukh lagi bhukh lagi o
o ho o o ho
tumne mujhe bulaya maine khane ko aaya
kapde sab dhone ko diye hai
dhoti pahan ke aaya
o tumne mujhe bulaya
mera khana nahi kyu aaya
o mera khana nahi kyu aaya
duniya khane tut padi hai
mere pet me bhukh lagi hai
mera munh bhar aaya
mera khana nahi kyu aaya
laya tha mere liye laddu kyu usko diye
jaldi se dede mujhe ye to hai mere liye
laya tha mere liye
na na kar na kar ha ha na kar
khane me laddu hai
main to jaanta hi nahi tha
aa main kya janu kya hai laddu hai
in do matwali thali me laddu hai
main kya janu kya hai laddu hai
chane ki dal dedo
chane ki dal dedo
chawal me daalni hai
mujhe banke laal dedo
khane dene wale mithai liye ja
mithai ke badle malai diye ja
khane dene wale mithai liye ja
mithai ke badle malai diye ja
bhala karne wale
ha ke thodi bhindi thodi daal
mujhko dedo banke laal
thodi khichdi de dena
thoda sa kacchumar
ke thodi bhindi thodi daal
kaise khaye hum bhaji hai garam
khao subah sham hari mirchi hare ram
koi mere ghar tak mujhe chhod de
mere haal par bas mujhe chhod de
mujhko ye khana nahi chahiye
ye pet bhara hai bhara hi rahega
sada ke liye
ye thali teri to kharab nahi kyu dhoye
kaahe ko dhoye, kaahe ko dhoye
thali re hogi teri kharab na
kaahe ko dhoye