mere naino ki tej katar babuji jara bachke
raja ji jara bachke najariya milana
mere naino ki tej katar babuji jara bachke
raja ji jara bachke najariya milana
kabhi khali na jaye ye war babuji jara bachke
raja ji jra bachke najariya milana
julfe hamari hai kali ghatay chanda se mukhde pe
ghir ghir ke aaye
julfe hamari hai kali ghatay chanda se mukhde pe
ghir ghir ke aaye
barse bina pyas dil ki bujhaye
barse bina pyas dil ki bujhaye
jane hasana rulana
babuji jara bachke najriya milana
mere naino ki tej katar babuji jara bachke
raja ji jara bachke najariya milana
gori kalaiya na pakdo ji mori achchi nahi
ye balam jora jori
gori kalaiya na pakdo ji mori achchi nahi
ye balam jora jori
warna ji kar lungi mai dil ki chori
warna ji kar lungi mai dil ki chori
kahna mera jo na mana
babuji jara bachke najriya milana
mere naino ki tej katar babuji jara bachke
raja ji jara bachke najariya milana
rup ke tum jo bane ho pujari mahgi padegi mohabbat hamari
rup ke tum jo bane ho pujari mahgi padegi mohabbat hamari
kar degi ye jeb khali tumhari
kar degi ye jeb khali tumhari dekho pade na pachhtana
babuji jara bachke najriya milana
mere naino ki tej katar babuji jara bachke
raja ji jara bachke najariya milana
Lata is not the singer here. Asha Bhosle has sung this mujra.