phulo mein, rango mein, khwabo mein use dekha hai
maine use dekha hai

badalo se gujarate huye chand ne chhupne chalate huye
bujhte taro ke pahlu mein pichhale pahar aankh malte huye
raishan ki tarah nimwa khidkiyo se niklate huye
khwabo mein, shaharo ki galiyo mein maine use dekha hai
phulo mein, rango mein, khwabo mein use dekha hai
phulo mein, rango mein, khwabo mein use dekha hai
phulo mein, rango mein, khwabo mein use dekha hai
maine use dekha hai
phulo mein, rango mein, khwabo mein use dekha hai
jab hawa rukh badalne ke aelan mein ladkhadane lage
khilti kaliyo ke kano mein bhanra koi geet gane lage
aur jab khud ko khud dil mein ek aarju muskurane lage
aise hi lamho ki baho mein maine use dekha hai