Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Maiya Tumhare Bina Pran Dukhiyare - मैयां तुम्हारे बिना प्राण दुखियारे
maiya tumhare bina maiya tumhare bina
maiya tumhare bina pran dukhiyare
bichhd gaye aankho se aankho ke tare
maiya tumhare bina maiya tumhare bina

tune dudh pilakar pala teri god me phule
teri mamta ke aanchal me kaliyo se hum jhule
chhoti si kaya me pran hai tumhare
maiya tumhare bina pran dukhiyare
maiya tumhare bina maiya tumhare bina
maiya tumhare bina pran dukhiyare
bichhd gaye aankho se aankho ke tare
maiya tumhare bina

dur base hai ji ke tukde haye bikhre maiya
bin bachhve ke tadap rahi hai ye dukhyari gaiya
jalte hai aanchal me aaj angare
bichhd gaye aankho se aankho ke tare
maiya tumhare bina

koi na jane komal aahe ambar se takrati hai
rajmahalo ki diware bhi fijali fijali jati hai
aao maiya aao maiya
aao maiya rom rom tumko pukare
maiya tumhare bina pran dukhiyare
maiya tumhare bina
maiya tumhare bina pran dukhiyare
bichhd gaye aankho se aankho ke tare
maiya tumhare bina maiya tumhare bina
lyrics of song Maiya Tumhare Bina Pran Dukhiyare
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Rajrani Damyanti (1952)
Asha Bhosle, Mohantara Ajinkya, Sulochana Kadam, Mahesh Kumar, Mohammed RafiNeelkanth Tiwari, Mukhram Sharma, Devendra MohanAvinash VyasRajrani Damyanti at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type