majnu bane hain
laila ko pehchaante nahin
laila pe kya gujarti hai
ye jaante nahi
dil mein rehte hain
dil mein rehte hain
unhen dil ki khabar nahin
kya unse apna haal
main keh dun magar nahin
dil mein rehte hain
dil mein rehte hain
unhen dil ki khabar nahin
kya unse apna haal
main keh dun magar nahin
dil mein rehte hain
dil deke unko chain se
dum bhar na reh sake
dil deke unko chain se
dum bhar na reh sake
nazren kabhi mili thi
nazren kabhi mili thi
magar ye na keh sake
magar ye na keh sake
dil mein siwaaye unke
dil mein siwaaye unke
kisi ka guzar nahin
kya unse apna haal
main keh dun magar nahin
dil mein rehte hain
dil mein rehte hain
dil ki to kya khabar unhen
itna nahin pata
dil ki to kya khabar unhen
itna nahin pata
chhup chhup ke dekhta hai
chhup chhup ke dekhta hai
koi unki har adaa, koi unki har adaa
wo bekhabar samajhte hain
wo bekhabar samajhte hain
main bekhabar nahin
kya unse apna haal
main keh dun magar nahin
dil mein rehte hain
dil mein rehte hain
jee chaahta hai
unse kahen dil ki aarzu
jee chaahta hai
unse kahen dil ki aarzu
ho jaaye aaj unse, ho jaaye aaj unse
mohabbat ki guftgu, mohabbat ki guftgu
dil dil se mil gaya
dil dil se mil gaya
to zamaane ka dar nahin
kya unse apna haal
main keh dun magar nahin
dil mein rehte hain
dil mein rehte hain
unhen dil ki khabar nahin
kya unse apna haal
main keh dun magar nahin
dil mein rehte hain
dil mein rehte hain