Video of this song from youtube
Lyrics of Makhmal Ho Ya Taat Ka Parda - मखमल हो या टाट का पर्दा
makhmal ho ya tat ka parda makhmal ho ya tat ka parda
makhmal ho ya tat ka parda parda hai har hal me parda
parda hai har hal me parda makhmal ho ya tat ka parda
makhmal ho ya tat ka parda kahte dhan ki laz ke saye
kahte dhan ki laz ke saye kahe apna pap chhupaye
kahe apna pap chhupaye din hote hi sab khul jaye
din hote hi sab khul jaye raz to hai zazbat ka parda
dhundh raha kyu rat ka parda tan ko apne man se dho le

rakh le apni bat ka parda parda hai har hal me parda
makhmal ho ya tat ka parda makhmal ho ya tat ka parda
manav kyu manav se ruthe manav kyu manav se ruthe
insa kyu insa ko lute insa kyu insa ko lute
kisi ke man ka tar na tute kisi ke man ka tar na tute
shisha ae dil ehsas ka parda ye jivan ek aash ka parda
pal do pal hai teri hasti pal do pal hai sans ka parda

sukh kar man ke karan chhute janam janam ka phera
karam hi tera darpan baba karam hi parda tera
parda hai har hal me parda makhmal ho ya tat ka parda
makhmal ho ya tat ka parda sant bali avtar payambar
sant bali avtar payambar sari duniya jinse muniwar
sari duniya jinse muniwar zinda hai jo aaj bhi mar kar
zinda hai jo aaj bhi mar kar pas bhi hai aur dur ka parda
maut hai is dukh dur ka parda duniya duniya karne wale
duniya duniya karne wale tod na dil ke nur ka parda
ye takadir ye khudi ka balpan rah jayega rah jayega
ye tan ka aakhiri fanda kapat rah jayega
lyrics of song Makhmal Ho Ya Taat Ka Parda
Comments on song "Makhmal Ho Ya Taat Ka Parda"
liyana peach on Wednesday, October 21, 2015
Taat Ka Parda Full Song | Soorma Bhopali | Danny Denzongpa
manoj kumar bhattoa on Friday, September 25, 2015
Good Song.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Soorma Bhopali (1988)
Jagdeep, Amitabh Bachchan, Dharmendra, Jaaved Jaaferi, Rekha, Kader Khan, Danny Denzongpa, Ranjeet, Aruna IraniMohammed Rafi, Alka Yagnik, Dilraj Kaur, Mohammed Aziz, Asha BhosleJan Nisar Akhtar, Jagdeep, Asad BhopaliDilip Sen, Sameer SenJagdeepNavadSoorma Bhopali at IMDB      Soorma Bhopali at WikipediaSoorma Bhopali at YouTube     |    Soorma Bhopali at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type