aankho me tufan hai, chadhti hai umar
dil me kuch armaan hai
mujhko hai khabar
hontho pe hansi bholi bhali
phulo ki tarah
joshili lagan hai niraali
bolu kis tarah
thoda wo kabhi muskura de
masti se bhare hai irade
koi jab use kuch bata de, bole shukariya
thoda wo kabhi muskura de
masti se bhare hai irade
koi jab use kuch bata de, bole shukariya
mama miya mama miya
natkhat hai bada
apni dhun me rahta hai wo
kya hai ladka
mama miya mama miya
natkhat hai bada
apni dhun me rahta hai wo
kya hai ladka
wo hausle me na kisi se haare
wo chah me bhi hai number one
hai bol uske pyar se bhi pyare
zara abhi hai bachpan
mama miya mama miya
sapno me rahe
man me jo bhi soche
wo hi haasil kar le
mama miya mama miya
sapno me rahe
man me jo bhi soche
wo hi haasil kar le
pahli pahli baar ka pahla pyar hai
milne jana hai use, dil bejaar hai
aayega kabhi waha wo bhim thahri ye soch ke
sahmi se khadi rahi
gumsum dil me dar liye
milne ki wo hasi wo ghadi thi
kismat se wahi main khadi thi
dekha kya ajab aashiqi thi ulfat ke liye
milne ki wo hasi wo ghadi thi
kismat se wahi main khadi thi
dekha kya ajab aashiqi thi ulfat ke liye
mama miya mama miya
natkhat hai bada
apni dhun me rahta hai wo
kya hai ladka
mama miya mama miya
natkhat hai bada
apni dhun me rahta hai wo
kya hai ladka
wo hausle me na kisi se haare
wo chah me bhi hai number one
hai bol uske pyar se bhi pyare
zara abhi hai bachpan
mama miya mama miya
natkhat hai bada
apni dhun me rahta hai wo
kya hai ladka
mama miya mama miya
natkhat hai bada
apni dhun me rahta hai wo
kya hai ladka
mama miya mama miya
natkhat hai bada
apni dhun me rahta hai wo
kya hai ladka
mama miya mama miya
natkhat hai bada
apni dhun me rahta hai wo
kya hai ladka
I thought this is mama mia like Abba. This is good for nothing.