haan main jahaan bhi jaaun
woh mere piche piche piche piche aayi
facebook pe pehla like bani
ha playlist me loriya ghusayi
meri fifa wali team mai
meri mumma kahaan se aayi
mere play station ki screen pe
meri mumma ki parchai
meri mumma ki parchai
ho meri mumma ki parchai meri mumma ki parchai
ho meri mumma ki parchai meri mumma ki parchai
ho din ho ya ho raat ho inka har pal melodrama
aadhi raat ko mere room ke avein gasht lagaana
blanket odhaane ke naam pe meri saanse soonghne aana
kapde dhone ki aad mein
meri jeb ki checking karte hi jaana ho
mere kamre mein chupke se
koi ladki to nahi aayi
blackmailing expert hai jhatt se
aankh me aansu layi, ho
mere twitter par bhi trend kare
meri mumma ki parchai
mere life me bas extend kare
meri mumma ki parchai meri mumma ki parchai
ho meri mumma ki parchai meri mumma ki parchai
ho meri mumma ki parchai meri mumma ki parchai
mai restaurant mein khaaun
yeh bole khaao ghar ke khaana mai ghar pe chill karun to
ye chaahe kahin bahar jana bete se zyada pyara hai
inko koi dabba purana tum aao na aao ghar wapas
mera dabba laana zaroor
inki court inke hi favour mein sunwaai
jab chaahe meri dost bani warna amma bann ghurrai ho
mere kehne pe bhi na bend kare meri mumma ki parchai
mere life mein permanent rahe meri mumma ki parchai
meri mumma ki parchai ho meri mumma ki parchai
meri mumma ki parchai ho meri mumma ki parchai
meri mumma ki parchai
