shree ram shree ram
man ke kore kagaz pe
tasvir khinch lo ram ki
man ke kore kagaz pe
tasvir khinch lo ram ki
kankar se sankar tak gaye
mahima jinke nam ki
man ke kore kagaz pe
tasvir khinch lo ram ki
dharti bankar biche vo hi
ambar ban ke chhaye hai
dharti bankar biche vo hi
ambar ban ke chhaye hai
jal ban kar behte hai wo hi
agan pawan me samaye hai
ye sundar sansar hai jhaki
ye sundar sansar hai jhaki
ram prabhu chhavi dham ki
man ke kore kagaj pe
tasvir khinch lo ram ki
vo hi sakha hai vo hi swami hai
sabke vo hi pita mata
vo hi sakha hai vo hi swami hai
sabke vo hi pita mata
sare riste naate jhuthe
sachcha unka hi naata
ram ka jo ho jaye use kya
ram ka jo ho jaye use kya
chinta hai jag dham ki
man ke kore kagaj pe
tasvir khinch lo ram ki
pujan sumiran vachan bhakti hai
prabhu ke pane ki raahe
pujan sumiran vachan bhakti hai
prabhu ke pane ki raahe
keval prem se ram rinjhte
dhan daulat kuchh na chahi
lelo bol tum preet ram ki
lelo bol tum preet ram ki
bikati hai bin dam ki
man ke kore kagaj pe
tasvir khinch lo ram ki
kankar se shankar tak gaye
mahima jinke nam ki
man ke kore kagaj pe
tasvir khinch lo ram ki
man ke kore kagaj pe
tasvir khinch lo ram ki
man ke kore kagaj pe
tasvir khinch lo ram ki