kanha
kanha murli bajai
kanha murli bajai
ho madhuban me kanha
byakul jiya, banwari ankhiya
bebash bhayi gujariya
jaise jaha rahi uth dhaye, bole sabhi dagariya
jadu sa chha gayi biraj me
murli ki dhun pyari
chali chhod kar sej piya ki
gopi ban matwari
kul ki reet bhul aayi
aise preet kyun basayi
ho madhuban me kanha
baithi thi shringar karan ko, koi gop kumari
man mohan mi murli sun kar
khoi sudha budh saari
hatho ka kangan panwo me
payal hath me dali
ek aankh kajar bin sohe
ek bhyi kajra ri, tan ki sudh bishrai
kaise banwari banayi
ho madhuban me kanha
kai daudi pati ke age
rakh ke riti thari
aur kisi ne panghat pe hi
bhri gagariya dhari
sakhiya laaj yu gawai
miljul raas yu rachai
ho madhuban me kanha
chali radhika naagri, natnagar ki ore
bhayo ras arambh tab
sakhiya gayi bhigoye
manmohan ras rachayo re madhuban me
manmohan ras rachayo re madhuban me
sakhi rup manohar chhayo re nainan me
sakhi rup manohar chhayo re nainan me
manmohan ras rachayo re madhuban me
manmohan ras rachayo re madhuban me
cham cham chamke mukut ki pyari
cham cham chamke mukut ki pyari
jhalmal kundal ki chhavi nyari
jhalmal kundal ki chhavi nyari
chham chham payal baj rahi gunjan me
sakhi chham chham payal baaj rahi gunjan me
manmohan ras rachayo re madhuban me
manmohan ras rachayo re madhuban me
sabhi gopiya mohras, khadi taktaki baandh
bhi hanse natvar jankar, unke man ki sadh
jitani rahi gopiya utne prkate kunj bihari
ek ek gopi sang nache ek ek banwari
nain me nain dale gale bahiya
naachane de tari
sabhi samjhati thi apne ko
man mohan ki pyari
le avtaar jagat ke swami
brj mandal me aaye
thi unka hi ansh gopiya
jinke naath sahay
shyam rup me pi ko pakar
fir kho gayi unhi me
shyam rup me pi ko pakar
fir kho gayi unhi me
sab kuchh bhul prem ras pikar
lai ho gyai unhi me
parbhrm parmatma, neej bhaktan ke kaaj
prem bhakti ka rup le, aaye yogi raj