maana ke musht-e-khak se
maana ke musht-e-khak se badh kar nahi hu mai

lekin hawa ke rehmo-karam par nahi hu mai

insaan hu dhadkte huye dil par haath rakh

yu doob kar na dekh
yu doob kar na dekh samandar nahi hu mai
yu doob kar na dekh samandar nahi hu mai
lekin hawa ke rehmo-karam par nahi hu mai
maana ke musht-e-khak se badh kar nahi hu mai
maana ke musht-e-khak se
chehre pe mal raha hu siyaahi naseeb ki
chehre pe mal raha hu siyaahi naseeb ki
aai na haath me hai sikandar nahi hu mai
aai na haath me hai sikandar nahi hu mai
aai na haath me hai sikandar nahi hu mai
lekin hawa ke rehmo-karam par nahi hu mai
maana ke musht-e-khak se badh kar nahi hu mai
maana ke musht-e-khak se
ghalib tere zameen me likhi to hai ghazal

tere kad-e-sukhan ke
tere kad-e-sukhan ke baraabar nahi hu mai
tere kad-e-sukhan ke baraabar nahi hu mai
lekin hawa ke rehmo-karam par nahi hu mai
maana ke musht-e-khak se badh kar nahi hu mai
maana ke musht-e-khak se
SALUTE TO LATE JAGJIT & WARSI JI