manchali o manchali ho manchali ho
manchali o manchali ho manchali ho
manchali o manchali ho manchali ho
manchali o manchali ho manchali ho
ari aa meri chulabuli ari o meri manchali
ai manchali ho manchali kaun si hai ye gali
ai manchali ho manchali kaun si hai ye gali
ye vo gali hai yaha ik baar jo aaya laut na paya
tu yaha se bach ke nikal jaaye to qismat hai teri
haay haay manchali o manchali kaun si hai ye gali
haay haay manchali o manchali kaun si hai ye gali
ye vo gali hai yaha ik baar jo aaya laut na paya
tu yaha se bach ke nikal jaaye to qismat hai teri
haay haay manchali o manchali kaun si hai ye gali
raz ye raz batane ka nahi hai
aane ka rasta jane ka nahi hai
raz ye raz batane ka nahi hai
aane ka rasta jane ka nahi hai
are aisa lage hai koyi bhul bhulaiya thaam le baiya
mai jo kahi kho gaya tu bhi kho jayegi
ho manchali o manchali kaun si hai ye gali
ho manchali o manchali kaun si hai ye gali
are aa gaya to aa gaya ab jau kaha mai
sar pe qafan baandh ke aya hu yaha mai
are aa gaya to aa gaya ab jau kaha mai
sar pe qafan baandh ke aaya hu yaha mai
chhod e de ye zid hai buri sun mere raaja
hosh me aa jaa, ki aa gayaa
dil to gayaa jaan bacha le aage hai teri marzi
ai he manchali o manchali kaun si hai ye gali
manchali o manchali kaun si hai ye gali
manchali o manchali ho manchali ho
manchali o manchali ho manchali ho
manchali o manchali ho manchali ho
manchali o manchali ho manchali ho
are ab kisi ki yaad aaye to aaye
ab yahaan se meri khabar jaaye to jaye
are ab kisi ki yaad aaye to aaye
ab yaha se meri khabar jaaye to jaye
phir bhi nikal jaunga mai pankh laga ke mast hava ke
dekhna tu dekhti rah jaayegi duniya saari
manchali ho manchali kaun si hai ye gali
manchali ho manchali kaun si hai ye gali
ye vo gali hai yahaan ik baar jo aya laut na paya
tu yaha se bach ke nikal jaaye to qismat hai teri
manchali main manchali kaun si hai ye gali
manchali main manchali kaun si hai ye gali
manchali ho manchali kaun si hai ye gali
manchali ho manchali kaun si hai ye gali
manchali ho manchali kaun si hai ye gali
manchali ho manchali kaun si hai ye gali
The composition (SDB's) was first used in 'Samar' (the mentioned song),
then in 'Munimji' - "Anadi Re" (by Geeta Dutt, again. SDB the MD, here
too). Later in "Manchali" and it's Bangla version in 'Anusandhan'... :) I
was wondering what comment I had actually made, while reading your comment
in my mailbox. Only after opening the YT page I discovered it was a
two-year-old comment... HaHaHa... :D