manjile hai apni jagah
par hum hai chale ab kaha
raste hai apne juda
phir bhi dhundhe hai wo nishaan
main kaha hu kaha hu kaha
khamosh in raho pe
gunje har pal ye sadaye
jindagi ki hasi mein
aansu banke kahi kho jaaye
main kaha hu kaha hu kaha
main kaha hu kaha hu kaha
kinaro pe kab se main khada hu ho
aansuo ki in leharo pe ha
aa aa tanha chala pada hu
aansuo ki in leharo pe ha
aa aa tanha chala pada hu
main kaha hu kaha hu kaha
main kaha hu kaha hu kaha
kehna chahta hu
manjile hai apni jagah
manjile hai apni jagah
par hum hai chale ab kaha
raaste hai apne juda
phir bhi dhundhe hai wo nishan
main kaha hu kahaan hu kaha
main kaha hu kahaan hu kaha
khamosh in raho pe
gunje har pal ye sadaaye
jindagi ki hasi mein
aansu banke kahi kho jaye
main kaha hu kaha hu kaha
main kaha hu kaha hu kaha
kinaro pe kab se
main khada hu ho
aansuo ki in leharo pe
ha aa aa tanha chala pada hu
ha aa aa tanha chala pada hu
main kaha hu kaha hu kaha
main kaha hu kaha hu kaha