mhaare gaon me laga hain
bhari mela sakhi hamari
sunhari veli pahan le apni
resham vali sadi
mele me chalne ki kar le
tu puri taiyaari gori
manne mele me na le o rasiya
saare loga ki padi najariya
o raja tu bachaiyo
koi dekh ke hamaro mukhda
pichhe aavega to karungi main kya
o raja tu bachaiyo
jhanjhariya ki runjhun, suna denge aashiq pichhe
matvala ho kar dekhenge, mundi upar niche
gadabad kuchh ho jave to
mhaare se kuchh naa kahiyo hay
manne mele me na le o rasiya
saare loga ki padi najariya
o raja tu bachaiyo
koi dekh ke hamaro mukhda
pichhe aavega to karungi main kya
o raja tu bachaiyo
o dhola sang chalu naa o balma sang chalu na
bich bajariya agar kisi ne
pakad li mhari bahiya
khun kharaba ho javega
karungi kya fir saiyaan
apna ghar hi thik hain balma
ghar me dhum machaiyo ha
manne mele me na le o rasiya
saare loga ki padi najariya
o raja tu bachaiyo
koi dekh ke hamaro mukhda
pichhe aavega to karungi main kya
o raja tu bachaiyo
o dhola sang chalu naa o rasiya sang chalu na
nay nay pakvaan banakar, tujhko khub khilaau
khushi khushi se prem pyaar ka
phir raspaan karaau
prem rang ke rang rangoli, manne khel khelaiyo
manne mele me na le o rasiya
saare loga ki padi najariya
o raja tu bachaiyo
koi dekh ke hamaro mukhda
pichhe aavega to karungi main kya
o raja tu bachaiyo
o dhola sang chalu naa o rasiya sang chalu na
o dhola sang chalu naa o rasiya sang chalu na