Video of this song from youtube
Lyrics of Mantr Japo Navkar Manva - मंत्र जपो नवकार मनवा
mantra japo navkaar manwa
mantra japo navkaar
mantra japo navkaar manwa
mantra japo navkaar
panch pado ke
panch pado ke paintish akshar
hai sukh ke adhar manwa
mantra japo navkaar
mantra japo navkaar manwa
mantra japo navkaar

arihanto ka sumran kar le
arihanto ka sumran kar le
siddh prabhu ka naam tu jap le
siddh prabhu ka naam tu jap le
aacharya sukh kar manwa
mantra japo navkaar
mantra japo navkaar manwa
mantra japo navkaar

upadhyaay ko man me dha le
upadhyaay ko man me dha le
sarv sadhu ko shish nava le
sarv sadhu ko shish nava le
hove bhav se paar manwa
mantra japo navkaar
mantra japo navkaar manwa
mantra japo navkaar

dhanhin sukh sampati pawe
dhanhin sukh sampati pawe
manvanchhit har kaam banawe
manvanchhit har kaam banawe
sukhi rahe pariwaar manwa
mantra japo navkaar
mantra japo navkaar manwa
mantra japo navkaar

rog sog ko dur bhagawe
rog sog ko dur bhagawe
janam charna amrit dosh mitawe
janam charna amrit dosh mitawe
bhav dukh bhanjan haar manwa
mantra japo navkaar
mantra japo navkaar manwa
mantra japo navkaar
mantra japo navkaar manwa
mantra japo navkaar
lyrics of song Mantr Japo Navkar Manva
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Mahasati Maina Sundari (1979)
Mahendra Kapoor, Usha Mangeshkar, Preeti Sagar, AnjanaJambu Prasad JainSumanchandra PatelMahasati Maina Sundari at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type