Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Manzilein
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Manzilein - मंजिले
dhoondhta hoon manzilein
kho gaya hoon main yahan
mushkilon mein uljha hua hoon main
kho gaya hoon main yahan
mujhe na pata hai yeh kaisa nasha
kyun hua hai, yeh kaisa asar
kyun ghum hoon main raahon mein
pedon ki chhaon mein
kya dhoondhe meri nazar

kya hua na pata
kyun hoon main laapata
bheed woh aisi thi
jismein main chalta tha
chaaha jo maine kiya
main bhi shaan se jeeta tha
dhoondhta hoon manzilein
kho gaya hoon main yahan
mushkilon mein uljha hua hoon main
kho gaya hoon main yahan

kya maine socha tha
kaisa yeh hoga safar
badlega yeh mausam
humko na thi iski khabar
baandh yeh toot gaya
pachhi kyun rooth gaya
udd jaane de isko
jaane hogi kab yeh sehar
dhoondhta hoon manzilein
kho gaya hoon main yahan
mushkilon mein uljha hua hoon main
kho gaya hoon main yahan.
Comments on song "Manzilein"
Soham Badheka on Sunday, February 08, 2015
Very much fresh ! (y)
Great work indeed.
hardev kundi on Monday, February 23, 2015
very nice, keep it up.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Manzilein (2015)
Maddy SharmaMaddy SharmaMaddy Sharma
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type