marne ke dar se mere dil, jina na tu chhod dena

rone ke dar se jahan mein hasana na tu chhod dena

marane ke dar se mere dil, jina na tu chhod dena
kab tak kismat sath to degi, kab tak kwab adhure honge
ek din sapne pure honge aa ha
kaam tera chalte jaana hai, chalna hi manjil pana hai
maut ka naam hi ruk jana hai aa ha
kanton mein ghirane ke dar se, chalna na tu chhod dena
kanton mein ghirane ke dar se, chalna na tu chhod dena
rone ke dar se jahan mein hasana na tu chhod dena
marane ke dar se mere dil, jina na tu chhod dena
milna aur bichhad jana to hoti hai sanjog ki batein
roj kahan punam ki ratein aa ha
yaar se yaar khafa hote hai, lakhon log juda hote hain
hungamein kya kya hote hai aa ha
lekin judayi ke dar se milna na tu chhod dena
lekin judayi ke dar se milna na tu chhod dena
rone ke dar se jahan mein hasana na tu chhod dena
marane ke dar se mere dil, jina na tu chhod dena
only the first part is copied but the rest is different- and Asha's voice
adds divine touch.. (but its true that we copy hollywood and European
songs.. may be those countries are developed, known and famous --- now they
have also started copying our songs coz hindi songs are being listened and
recognized due to worldwide release- but they give credit to whatever being
lift- WE DONT)