naam mera maria dekhegi mujhko bhi duniya
mere isharo pe dekho nachegi sari ye duniya

dekho nachungi mai bhi aur nachaungi mai sabko
na sharmaungi ab nahi mai vo bholi bhali maria

ho kitabo me chapti dekho meri tasveer
sitaro ki duniya me hogi meri mahfil
zamana tumhara rah jayega peeche
aasma hamara hoga kadmo ke nicche
chamakta ubharta sitara dekhega ye jaha
dekho nachungi mai bhi aur nachaungi mai sabko
na sharmaungi ab nahi mai vo bholi bhali maria
hey naam mera maria dekhegi mujhko bhi duniya
mere isharo pe dekho nachegi sari ye duniya
dekho nachungi mai bhi aur nachaungi mai sabko
na sharmaungi ab nahi mai vo bholi bhali maria
ho kabhi mai hu laila kabhi jhasi ki rani
lahrati balkahti nadiya mai mastani
rok na sakega ab koi tufan mujhko
sochta kaun kya iski parwah hai kisko