Lyrics of Mastana Nigaho Ke Diwane Hazaaro Hai - मस्ताना निगाहों के दीवाने हजारों हैं
mastana nigaho ke diwane hazaro hai
mastana nigaho ke diwane hazaro hai
jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai
jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai
is ishk ki duniya me hamne to yahi dekha
hamne to yahi dekha
is ishk ki duniya me hamne to yahi dekha
hamne to yahi dekha
hoshiyar bahut kam hai diwane hazaro hai
hoshiyar bahut kam hai diwane hazaro hai
mastana nigaho ke diwane hazaro hai
jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai
jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai
na aag kabhi dekhi na uthte dhua dekha
na uthte dhua dekha
na aag kabhi dekhi na uthte dhua dekha
na uthte dhua dekha
dil jalne ke ulfat me afsane hazaro hai
dil jalne ke ulfat me afsane hazaro hai
mastana nigaho ke diwane hazaro hai
jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai
jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai
sab marne ko kahte hai koi bhi nahi marta
koi bhi nahi marta
sab marne ko kahte hai koi bhi nahi marta
koi bhi nahi marta
kahne ko mohabbat ke diwane hazaro hai
kahne ko mohabbat ke diwane hazaro hai
mastana nigaho ke diwane hazaro hai
jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai
jalta nahi koi bhi parwane hazaro hai
Na aag kabhi dekhi na uthe dhuvan dekha Dil jalne ke ulfat main afsane
hazaron hain. Sab marne ko kehte hain, koi bhi nahin marta kehne ko mohabat
ke dewane hazaron hain A vintage song of Shamshad begum . Thanks for the
upload.