masti masti mere mann me masti
masti masti mere tan me masti
tu husn ki madira tere hoth gulaabi
tujhe dekh dekh ke mai bana sharaabi
tu ban jaa botal mai peeta jaau
tujhe dekh dekh ke mai jeeta jaau
masti masti mere dil me masti
mere tan me masti mann me masti masti
ha mai madira ki bandh hu botal
peene ko hai har koi paagal
har tere jaisa naya neerala
peeyega mujhko koi kismat wala
masti masti mere dil me masti
mere tan mei masti mann me masti masti
masti masti masti masti
masti masti masti masti
masti masti masti masti
jab gore gore chaand ke jaisi bindiya chamke
raste ruk jaaye jab tu chalti hai tham tham ke
jaanam tujhko jo lagati hu mai itani sundar
yeh khoobsurati hai tere nazaron ke andar
mai tere badan se kyaa nazare hatau
mai jeetna dekhun utna kho jaaun haaye
masti masti mere dil me masti
mere tan me masti mann me masti masti
masti masti masti masti
masti masti masti masti
masti masti masti masti
chhin ke le gayi mere dil ko teri baate
are laakh bachana chaha phir bhi lad gayi aankhe
na koi tere jaisa na mere jaisa
par dekha ke log kahenge joda ho to aisa
chehare se tere na nazar hataun
jee chahe mera tujh me kho jaau
tu husn ki madira tere hoth gulaabi
tujhe dekh dekh ke mai bana sharaabi
tu ban jaa botal mai peeta jaau
tujhe dekh dekh ke mai jeeta jaau
masti masti mere dil me masti