Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Mat Bhul Kabhi Nadaan
4.25 - 4 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Mat Bhul Kabhi Nadaan - मत भूल कभी नादान
mat bhul kabhi nadan
mat bhul kabhi nadan tujhe baat nibhani hai
ab kya ye nadani hai kyu aankh me pani hai

mat baith kabhi ae dil kismat ke bharose tu
mat baith kabhi ae dil kismat ke bharose tu
himmat se badhe jana
himmat se badhe jana jo bigadi banai hai
uth ponch jara aansu batla de tu duniya ko
ujadi hui raho me manjil ki nishani hai
ujadi hui raho me manjil ki nishani hai
mat bhul kabhi nadan tujhe baat nibhani hai

khamosh nigaho me hai shor kayamat ka
khamosh nigaho me hai shor kayamat ka
simati hui baho me bijali ki jabani hai
dil tod ke baithi to sab log kahenge yu
dil tod ke baithi to sab log kahenge yu
khayi thi kasam jhuthi ye uski kahani hai
khayi thi kasam jhuthi ye uski kahani hai
mat bhul kabhi nadan tujhe baat nibhani hai
lyrics of song Mat Bhul Kabhi Nadaan
Comments on song "Mat Bhul Kabhi Nadaan"
TheDeepakp on Thursday, May 21, 2015
Film cast: Ranjan, Bhanumati, Agha, David, Swaraj, B S Kale, Badri Prasad,
Suryaprabha, J Duraiswamy
Singer: Shamshad Begum, Geeta Dutt, Rajkumari, Moti, Bhanumati
Lyricist: Pandit Indra
Music Director: E. Shankar Shastri, M D Parthasarathy, Balkrishan Kalla
Film Director: S S Vasan
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Mangala (1950)
Ranjan, Bhanumati, Agha, David, Swaraj, B S Kale, Badri Prasad, Suryaprabha, J DuraiswamyShamshad Begum, Geeta Dutt, Rajkumari, Moti, BhanumatiPandit IndraE. Shankar Shastri, M D Parthasarathy, Balkrishan KallaS S VasanMangala at IMDB      Mangala at YouTube     |    Mangala at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type