mata pita se bichhada main hun 
bin dali ka phul 
jisko sab thukra kar chalte 
main wo rah ki dhul 
amin wo rah ki dhul
kaha dhundu kaha jau, bolo bhagwaan 
main hu chhota bada ye jahan 
mere bhagwaan 
kaha dhundu kaha jau, boli bhagwaan 
main hu chhota bada ye jahan 
mere bhagwaan 
itani bhi bano na tum kathor 
dekho tanik meri ore 
itani bhi bano na tum kathor 
dekho tanik meri ore 
dekho tanik meri ore 
aise hi rote tum bhi jo hote 
mata pita se bichhadi santaan 
main hu chhota bada ye jahan 
mere bhagwaan 
kaha dhundu kaha jau, boli bhagwaan 
main hu chhota bada ye jahan 
mere bhagwaan 
dukh me jo aaoge na kaam 
tumko karunga badnaam 
dukh me jo aaoge na kaam 
tumko karunga badnaam 
tumko karunga badnaam 
cup naa rahuna, sabse kahunga 
jhuthe tum jhuthi hain, tumhari sari shan 
main hu chhota bada ye jahan 
mere bhagwaan 
kaha dhundu kaha jau, boli bhagwaan 
main hu chhota bada ye jahan 
mere bhagwaan 
bahati hain jo ansuo ki dhaar 
kahti hain tumse pukaar 
bahati hain jo ansuo ki dhaar 
kahti hain tumse pukaar 
kahti hain tumse pukaar 
paalanhaare sable sahare 
bigadi banao ya to, le lo meri jaan 
main hu chhota bada ye jahan 
mere bhagwaan 
kaha dhundu kaha jau, boli bhagwaan 
main hu chhota bada ye jahan 
mere bhagwaan 
main hu chhota bada ye jahan
main hu chhota bada ye jahan 
bhagwaan bhagwaan
