ui ma kyu dil mera dhadke ha
shola sa jaise koi bhadke ha
maathe pe kaali topi, aankho pe chashma
fir bhi nazar chubh jaaye
ui ma kyu dil mera dhadke ha
shola sa jaise koi bhadke ha
maathe pe kaali topi, aankho pe chashma
fir bhi nazar chubh jaaye
ui ma kyu dil mera dhadke ha
he katra kya main pee lun samander
main hun vo tufaan
meri mutti me chupa hai ye zami aasmaan
katra kya main pee lun samander
main hun vo tufaan
meri mutti me chupa hai ye zami aasmaan
band karunga kaala kaarobaar
mujhse na ab koi paayega paar
band karunga kaala kaarobaar
mujhse na ab koi paayega paar
ui ma kyu dil mera dhadke ha
aaj bhi seeta par lagi hai
raavno ki nazar
izzat waale bante hai ye jisam ke saudagar
aaj bhi seeta par lagi hai
raavno ki nazar
izzat waale bante hai ye jisam ke saudagar
bhar gayi hai paap ki kitaab
gin gin ke lunga in se hisaab
bhar gayi hai paap ki kitaab
gin gin ke lunga in se hisaab
ui ma kyu dil mera dhadke ha
shola sa jaise koi bhadke ha
maathe pe kaali topi, aankho pe chashma
fir bhi nazar chubh jaaye
ui ma kyu dil mera dhadke ha