sach hain haq hain, sach hain haq hain
bade dur hain ham haq hai
kyun majbur hain ham sach hai
bade dur hain ham haq hai
kyun majbur hain ham
maula jara paas bulaao haq hain
thodi aas badhaao sach hain
ye duniya jhuthi jhuthi hai haq hain
har ummid tuti tuti hai sach hain
kar do hasrato ko fanaa haq hain
god me apni de do panaaha
maula mila do apani ajm se
kabhi dur na karna us bajm se
maula mila do apani ajm se
kabhi dur na karna us bajm se
maula maula maula
main soya huaa hu kuchh khoya huaa hu
maula jaga do mujhko rsta dikha do
main soya huaa hu khoya huaa hu
maula jaga do mujhko rasta dikha do
wo rasta jaha nind aati nahi
jo mnjil ko chala hain par koi sathi nahi
aankhe khuli hain par soya huaa hu
bhul bhulaiya me khoya huaa hu
karam karo maula jaga do mujhe
sachche ujale ka raasta dikha do mujhe
wo rasta jaha nind aati nahi
wo rasta jaha nind aati nahi
wo manjil jise pahuch kuchh paati nahi
wo raasta dikha do manjil par kra do
main khoya huaa hu manjil dikha do
main soya huaa hu khoya huaa hu
maula jaga do mujhko rasta dikha do
wo rasta jaha nind aati nahi
jo mnjil ko chala hain par koi sathi nahi
kinaara kinaara
kinaara wahi hain jaha naam hain tera
gardish se nikaalane ka bhi kaam hain tera maula
ye saanse ginti ki milti hain hame
puri hoti hain to pura hota hain samaya
inhe kharch karke fir sona hain mujhe
aakhrat meri jabaav dena hain tujhe
khatayen meri maaf kr do maula
tera banda hu bhikhari hu mujhe thaam lo
mere muala aa aa aa
waada hain tera ki har mushkil hogi asaan
imtihaan jo na samjhe hain kitane naada
maula aazmaa lo mujhe tum chaho bhi jaise
dekhoge nazar me khara utrunga main kaise
tera hi banda hu, tera hi banda hu
tera hi banda hu banda hu
tera hi banda hu banda hu
tera hi banda hu, tera hi banda hu
bhikhari hu maula main tera
bade dur hain ham, kyun majbur hain ham
jo kagaj pe likha hain arfon me
wo dil me basa hain saanso me
likha mit bhi jaye koi baat nahi
dil se bichhad jaaye qayamat si raat wahi
jab maula ka karam ho
jab maula ka karam ho
maula maula ka karam ho
jab maula ka karam ho
jab maula aa aa aa aa
jab maula ka karam ho kismat ke saath hain
agar maul ki haath meri saugaat hain
mumkin nahi ki harf bhi badal jaye
yakin hain pura agar dil bhi ghabraye
hontho pe duaa hain, dil me mere imaan
ujlat ya sukun me, na bhula tera farmaan
ya maula ya muala
mere maula ji maula ji
mere maula ji maula ji
ya khwajaa ya khwajaa
mere maula ji maula ji mere maula ji
maula basa lo apni ajm me
kabhi dur na karna us bajm se
maula basa lo apni ajm me
kabhi dur na karna us bajm se
maula maula maula
bade dur hain ham haq hai
kyun majbur hain ham sach hai
bade dur hain ham haq hai
kyun majbur hain ham sach hai
bade dur hain ham haq hai
kyun majbur hain ham sach hai
bade dur hain ham haq hai
kyun majbur hain ham sach hai