Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
1.00 - 1 votes
Qawwalis
Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Lyrics of Maula Karde Karam - इश्क को या खुदा क्यों नज़र हो गयी
ishq ko ya khuda kyun nazar ho gayi
yun lage har duaa be-asar ho gayi
hamne tinke chune aashiya ke liye
kis tarah aandhiyo ko khabar ho gayi
yaa maula maula
tu hai maula maula, mere maula maula
tu hai maula maula, mere maula maula
tu hai maula maula, mere maula maula
tu hai maula maula, mere maula maula

waqt ke nishaane pe ishq bethikana hai
ek taraf mohabbat hai, ek taraf zamana hai
waqt ke nishaane pe ishq bethikana hai
ek taraf mohabbat hai, ek taraf zamana hai
ek taraf mohabbat hai, ek taraf zamana hai
ek taraf mohabbat hai, ek taraf zamana hai
chahato ka rakh le tu bharam
maula zara kar de karam, mere maula maula
maula zara kar de karam, mere maula maula
maula zara kar de karam, kar de karam, kar de karam
maula zara kar de karam, mere maula maula
maula zara kar de karam, mere maula maula
maula zara kar de karam

jhukta nahi hai yeh halaat se bhi
mitta nahi hai yeh din raat se bhi
jhukta nahi hai yeh halaat se bhi
mitta nahi hai yeh din raat se bhi
yeh ishq aisa hai maasum shola
bujhta nahi hai jo barsaat se bhi
bujhta nahi hai jo barsaat se bhi
mar ke bhi leta hain ye janam
maula zara kar de karam, mere maula maula
maula zara kar de karam, mere maula maula
maula zara kar de karam, kar de karam, kar de karam
maula zara kar de karam, mere maula maula
maula zara kar de karam, mere maula maula
maula zara kar de karam

tera falak hai, teri zameen hai
teri inayat pe dil ko yakeen hai
tera falak hai, teri zameen hai
teri inayat pe dil ko yakeen hai
tu sukhe patte pe agar meharbaan ho
angaaro se bhi wo jalta nahi hai
angaaro se bhi wo jalta nahi hai
phir dilo pe kis liye sitam
maula zara kar de karam, mere maula maula
maula zara kar de karam, kar de karam, kar de karam
maula zara kar de karam, mere maula maula
maula zara kar de karam, mere maula maula
maula zara kar de karam

o zindagi zeher hai to kya darr hai
har taraf keher hai to kya darr hai
tu muhafiz hai mom ke ghar ka
dhup ka shehar hai to kya darr hai
dhup ka shehar hai to kya darr hai
maula maula
lyrics of song Maula Karde Karam
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Ishq Ke Parindey (2015)
Rishi Verma, Priyanka Mehta, Manjul Aazad, Yasir Iftikhar Khan, Monisha Rai, Pran DawasVijay Verma, Supriya Pathak, Sonu Nigam, KK, Javed Ali, Palak Muchhal, Shadab Faridi, Shakir Khan, Sajjad Ali , Raktima, Altamash Faridi, Mohd. Irfan , Suvani Raj, Keka GhoshalShakeel Azmi, Shakir Khan, Manthan, Irshad Khan, Tanveer GhaziVijay Verma, Rashid Khan, Sajjad AliShakir KhanIshq Ke Parindey at IMDB      Ishq Ke Parindey at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type