mausam bada suhaana hai achchha ji
o iska ek afsana hai achchha ji
mausam bada suhaana hai achchha ji haan haan
o iska ek afsaana hai achchha ji
ha pata hai tumako is mausam ko pyar ka mausam kehte hai
is mausam mein pyar bhare dil pagle milte rehte hai
o o mujhe nahi pata main to yahaan pardesi hun
des pardes pyaar mein kaisa des pardes
des mein ho ya pardes mein ho par pyaar ka dhang to ek sa hai
des mein ho ya pardes mein ho par pyaar ka dhang to ek sa hai
alag alag hai taswire par pyaar ka rang to ek sa hai
i am very very sorry i am color blind kya
are pagali samajhi nahi meri najar jara kamjor hai oh
mausam bada suhaana hai achchha ji samajhe
o iska ek afsaana hai achchha ji are baaba sun liya sun liya
najar se hi kamjor nahi ho dil se bhi kamjor ho tum
najar se hi kamjor nahi ho dil se bhi kamjor ho tum
phir bhi tumse keh deti hun suno mere chit chor ho tum
chor oy main chor nahi hun main pulice afsar hun
mausam bada suhaana hai hmm achchha ji ab to samajho
iska ek afsaana hai are baaba kitani baar kahogi haan
ab tum jara sambhal ke rehana aur dekhana jor mera
ab tum jara sambhal ke rehana aur dekhana jor mera
mujhe khabar hai laakhon mein bas ek hi hai chitchor mera
mausam bada suhaana hai haan achchha ji
haan iska ek afsaana hai oh ho achchha ji
mausam bada suhaana hai achchha ji
are iska ek afsaana hai achchha ji
are mausam bada suhaana hai achchha ji
Moon Moon sen is a very sweet lady with sweet heart also.In 1986 we signed
her for our film Adhura Milan but as she was very busy at that time so we
could n't proceed further.But her social behaviour and etiquettes were
quite praiseworthy.