pyase khade hain kab se
darpey tere hain saathi
gairon ne raat bhar pee
gairon ne raat bhar pee
hum rahe gaye hai baaki
bas itana takaja hain
bas itana takaja hain
saawan ke mahine ka
bas itana takaja hain
saawan ke mahine ka
mausam hai yeh peenay ka
mausam hai yeh jeenay ka
mausam hai yeh jeenay ka
bas itana takaja hain
saawan ke mahine ka
zhulfo ki ghata teri
palko ki adaa teri
zhulfo ki ghata teri
palko ki adaa teri
in bahekte hotho ki
khamosh shara teri
khud rang sharabi hain
khud rang sharabi hain
aankhon ke nagine kaa
khud rang sharabi hain
aankhon ke nagine kaa
bas itana takaja hain
saawan ke mahine ka
waise bhi ye kyaa kam hain
barsaat ka mausam hain
waise bhi ye kyaa kam hain
barsaat ka mausam hain
bheega hua zoban hain
ik pyaar ka parcham hain
barsaat ke mausam mein
barsaat ke mausam mein
kyaa kaam sa peene kaa
barsaat ke mausam mein
kyaa kaam sa peene kaa
bas itana takaja hain
saawan ke mahine ka
ye husn gulaabi hain
ye ishw ki taabin hain
ye husn gulaabi hain
ye ishw ki taabin hain
har suhe nasha faila
botal bhi sharabi hain
hain sabse juda apana
hain sabse juda apana
andaaz hain jeene ka
hain sabse juda apana
andaaz hain jeene ka
mausam hai yeh peenay ka
mausam hai yeh jeenay ka
mausam hai yeh jeenay ka
bas itana takaja hain
saawan ke mahine ka
mausam hai yeh jeenay ka
mausam hai yeh peenay ka