maut ke dware hai khada tu
hisaab zindagi ka laga
kya khoya tune, kya paaya
jo waqt tha use kaise gawaya
ye ye yeh yaahi yaahi
paiso se duniya kharidi
kharid na paaya izzat aur pyaar
sabkuch hain par tu khush nahi
ab soch tune kahan galti ki
ye ye yeh yaahi yaahi
duinya sirf duniya hai
teri ye zindagi nahi
bas jhaank le apne andar
khushiya hai padi
rangeen sapne dikhaye
khel khele aur khilaaye
bhul gaya tu kahaan se aaya
ab wo khel ke baad kahaan jaayega
ye ye yeh yaahi yaahi
yaahi yaahi yaahi nahin kisi ki duniya
kisi ki duniya
apne andar jhaank le, jhaank le
tere hi andar hai, teri khushi khushi khushi
kisi ne kaha teri punchh mein
basi hai teri khushi
tu punchh ko pakadne nikla
zindagi bhar gol gol ghumta reh gaya
ye ye yeh yaahi yaahi
duinya sirf duniya hai
teri ye zindagi nahi
bas jhaank le apne andar
khushiya hai padi
Beautiful presentation; I like the wordings of the song. Thanks!