ho o ho o ho ho ho
kaise mujhe tum mil gayi
kismat pe aaye na yakin
utar aayi jhil me jaise chand utarta hai
kabhi haule haule dhire se
gunguni dhup ki tarah, kisi tarunam me tum
chhuke mujhe gujri ho yu
dekhu tumhe ya main sunu
tum ho sukun, tum ho junun
kyu pahle na aayi tum
o o o ho ho ho
ho ho ho ho ho
danista danista danis danista dani
danista danista danis danista dani
aaja main hawao pe bithake le chalu
tu hi to, tu hi to meri dost hai
aaja main khalao pe bithake le chalu
tu hi to meri dost hai
aawaz ka dariya hu
bahta hu neeli raato me
main jaagta rahta hu
nind bhari jhil si aankho me
aawaz hu main
aaja main hawao pe bithake le chalu
tu hi to, tu hi to meri dost hai
aaja main khalao pe bithake le chalu
tu hi to meri dost hai
dil kabhi ganda, kabhi hai nek banda
dil ka bharosa kaise koi kare
dil kabhi thanda, kabhi hai atom bomb sa
ye damaka kaise koi sahe
dil ki yahi khata hai
dil ko nahi pata hai
dil ki yahi khata hai
dil ko nahi pata hai
ke dil chahta hai kya
najre milana, najre churana
kahin pe nigahe, kahin pe nishana
najre milana, najre churana
kahin pe nigahe, kahin pe nishana
aankho me koi hai basa
jane kyu lage ye dil khali
jane na kyu ye dil baja raha
ek hath se taali
hontho se jane kya kaha
phir bhi dil ki baat hai dil me
ye raha tera humsafar
jisko dhundhe dil ki mehfil me
jaan hai fasi, kaise na hansi
aaye haal-e-dil pe
najre milana, najre churana
kahin pe nigahe, kahin pe nishana
najre milana, najre churana
kahin pe nigahe, kahin pe nishana
o ho
heard him for d frst time in unplugged...great voice quality,clearness n
control. no effect of low n high pitches as he has got so much control on
it, dis is wat is called effortless singing.