mehfil hain aaj rang hain
saki hain jaam hain
jab tak ye raat baki hain sona haram hain
ye mahki mahki raate ye chand sitare
ye mahki mahki raate ye chand sitare
jate ho kahan thahro
jate ho kahan thahro kahte hain nazare
ye mahki mahki raate ye chand sitare
ye mahki mahki raate ye chand sitare
jate ho kahan thahro
jate ho kahan thahro kahte hain nazare
ye mahki mahki raate ye chand sitare
soya hain chanda soye hain taare
so ja re so ja raaj dulare
soya hain chanda soye hain taare
so ja re so ja raaj dulare
soya hain chanda
palko pe utri hain nindiya ki rani
naina ko chume sunaye kahani
naina ko chume sunaye kahani
baaho ka jhula mamta jhulaye
so ja re so ja aankho ke taare
soya hain chanda
jeene ka raaz kya hain
tu najar mila ke dekh
jannat hain tere samne
palke utha ke dekh
ye mahki mahki raate ye chand sitare
ye mahki mahki raate ye chand sitare
jate ho kahan thahro
jate ho kahan thahro kahte hain nazare
ye mahki mahki raate ye chand sitare
jug jug jiye tu khushiya manaye
meri umariya bhi tohe lag jaye
meri umariya bhi tohe lag jaye
tu man ka moti hain jivan ki jyoti
so ja re so ja aankho ke taare
soya hain chanda soye hain taare
so ja re so ja raaj dulare
soya hain chanda
Nice composition. Rare duet of Geeta Dutt & Suman Kalyanpur.