maaliko mukhtaar hai tu aaj tera naam hai
maaliko mukhtaar hai tu aaj tera naam hai
chandi ka joota jisko maare
woh hi tera gulam hai
aise bhi kuch log hai
jinki unchi shaan hai
sone chandi se bhi badhkar
unka dharm imaan hai
ha unka dharm imaan hai
arey unka dharm imaan hai
tu kaun hai tu kya hai raaz jaanti hu main
kitne bhi chehre badlo tum
pehchanti hu main
mehfil me le lu naam tera
phir kya hoga anjaam tera
mehfil me le lu naam tera
phir kya hoga anjaam tera
mehfil me legi legi legi legi
mehfil me mehfil me mehfil me
mehfil me legi naam mera toh
krdu kaam tamaam tera
mehfil me legi naam mera toh
krdu kaam tamaam tera
in galiyo or bazaaro me
mujhe log sajda krte hai
in galiyo or bazaaro me
mujhe log sajda krte hai
dub jate talwo mere
saamne jhot ubharte hai
maut maare jindagi ko
main jindagi se maut ko maaru
ab toh kaatil bhi mere
jine ki duaye karte hai
do nazro ke khanjar se
khanjar se khanjar se khanjar se
in do nazro nazro ke khanjar se in do
in do nazro ke khanjar se
main kardu katle aam tera
mehfil me mehfil me
mehfil me le lu naam tera
phir kya hoga anjaam tera
mehfil me le lu naam tera
phir kya hoga anjaam tera
main waqt ka shehanshah hu
har cheez pe meri hukumat hai
main waqt ka shehanshah hu
har cheez pe meri hukumat hai
meri mutthi me hai duniya
mera naam qayamat hai
chutki se masal kar rakh dunga
ae waqt ke soole paao ko
hath uthau kispe tu ek
nachne wali aurat hai
machli ki tarah tu tadpegi
tadpegi tadpegi machli ki tarah
machli ki tarah tu tadpegi
main aisa karu intjaam tera
mehfil me mehfil me
mehfil me legi naam mera toh
krdu kaam tamaam tera
mehfil me legi naam mera toh
krdu kaam tamaam tera
is gaav ka har shaks
mere raham ka mohtaj hai
is gaav ka har shaks
mere raham ka mohtaj hai
khud ke hai hu shenshah
na sharm hai na laaj hai
chahu toh pal bhar me
teri dhajjiya uda du m
sabke hai woh pa shenshah
par pada woh taj hai
main ek ishara kardu toh
main ek ishara kardu toh
lut jaye chain aaram tera
mehfil me mehfil me
mehfil me le lu naam tera
phir kya hoga anjaam tera
mehfil me le lu naam tera
phir kya hoga anjaam tera
main agar chahu toh tujhko
ek saans bhi lene na du
main agar chahu toh tujhko
ek saans bhi lene na du
khench lu lambi jaba
ek labaz bhi khne na du
chod du tujhe jindagi
or mout ke chorahe pe
marna chahe marne na du
jina chahe toh jine na du
m aisi bhool bhulaiya me daalu
daalu daalu daalu
bhool bhulaiya me daalu
aisi bhool bhulaiya me daalu
tujhe bhool jaye khud naam tera
mehfil me mehfil me
mehfil me legi naam mera toh
krdu kaam tamaam tera
mehfil me legi naam mera toh
krdu kaam tamaam tera
himmat hai toh saamne aa
mere liye tu cheez hai kya
tu mukabla karega kya
ja ja apni khair mna
bijli ka sharara hu m
aag hu m angara hu m
mushkil kar dungi m jeena
ponch le maathe se tu paseena
jahnum tujhe dikha du m
dojhak tujhe pahucha du m
na bachega mere shikanje se
tu wapis nahi mere panje se
panje se panje se