mehmaan nazar ki ban ja ik raat ke liye
mai janmo se tarsa hu tere sath ke liye
maang lo mujhko saari hayat ke liye
rukne wali nahi mai ik raat ke liye
mehmaan nazar ki ban ja ik raat ke liye
mai janmo se tarsa hu tere sath ke liye
maang lo mujhko saari hayat ke liye
rukne wali nahi mai ik raat ke liye
mehmaan nazar ki ban ja ik raat ke liye
ta na ri ri ta na ri ri kaho piya
ta na ri ri ta na ri ri kaho piya
tum aaj chahte ho jitna
kal bhi chahoge kya itna bolo to o piya
ta na ri ri ta na ri ri sun priye
ta na ri ri ta na ri ri sun priye
jab tak suraj me hai jyoti jab tak sagar me hai moti
chahenge ham tujhe
mehmaan nazar ki ban ja ik raat ke liye
mai janmo se tarsa hu tere sath ke liye
maang lo mujhko saari hayat ke liye
rukne wali nahi mai ik raat ke liye
mehmaan nazar ki ban ja ik raat ke liye
mai janmo se tarsa hu tere sath ke liye
ta na ri ri ta na ri ri sun priye
ta na ri ri ta na ri ri sun priye
tune pyaar mera swikaar kiya
mujhper ye bada upkaar kiya
tera dil se shukriya
ta na ri ri ta na ri ri kaho piya
ta na ri ri ta na ri ri kaho piya
sab ek hai dil ki nigaaho me
sab ek hai pyaar ki raaho me
kya chota kya bada
mehmaan nazar ki ban ja ik raat ke liye
mai janmo se tarsa hu tere sath ke liye
maang lo mujhko saari hayat ke liye
rukne wali nahi mai ik raat ke liye
mehmaan nazar ki ban ja ik raat ke liye
mai janmo se tarsi hu tere sath ke liye
Kishore Kumar on Jeetendra, Lata Mangeshkar on Jayapradha, in Pataal
Bhairavi (1985).Bappi Lahiri's music on Indeevar's lyrics.