mera baalam to hain dil ka kala re 
mera baalam to hain dil ka kala re 
kaisa jadu mohabbat ka dala re 
kaisa jadu mohabbat ka dala re 
mera baalam to hain dil ka kala re 
mera baalam to hain dil ka kala re 
jaal nazaro ki hampar na tum feko
hamko mud mud ke sayiya na yu dekho 
ho hamko mud mud ke sayiya na yu dekho
dil na jayega hamse sambhala re 
dil na jayega hamse sambhala re 
mera baalam to hain dil ka kala re 
mera baalam to hain dil ka kala re
pyar karna na tha to bata dete 
banke apna na hamko daga dete 
ho banke apna na hamko daga dete 
jhuthe wado pe kyu tumne tala re 
ho jhuthe wado pe kyu tumne tala re 
mera baalam to hain dil ka kala re 
mera baalam to hain dil ka kala re
aise kismat koi ab kya bole 
ham to dariya me rahke rahe pyase 
ho ham to dariya me rahke rahe pyase 
koi armaan na dil ka nikal jaye 
koi armaan na dil ka nikal jaye 
mera baalam to hain dil ka kala re 
mera baalam to hain dil ka kala re