o mera chimata bole chhanak chhanak chhan chhanak chhanak
mera chimata bole o bole
kabhi na milana kahin akh naal akh
teri meri baat rahe tere mere tak
o teri meri baat rahe tere mere tak
ho meri dhaphli bole dhamak dhamak dham dhamak dhamak
ho meri dhaphli bole o bole
dil ki baat ise dil mein tu rakh
teri meri baat rahe tere mere tak
ha teri meri baat rahe tere mere tak
o mera chimata bole
ho meri dhaphli bole
tere dar pe main aaj sarkar aaya hu
ho tere dar pe main aaj sarkar aaya hu
are barso se bichhada main yaar aaya hu
main to armaan dil me hazaar laya hu
kahne ko kuch pahli baar aaya hu
tujhe kahne ko kuch pahli baar aaya hu
jawani me kisi pe meharbani na karo
jawani me kisi pe meharbani na karo
aur deke dil ye kabhi nadani na karo
kisi ke hawale jindgani na karo
aur kar do, phir beimani na karo
ha aur kar do, phir beimani na karo
yaar ki yaari pe kabhi karna na shak
teri meri baat rahe tere mere tak
ha ha teri meri baat rahe tere mere tak
mera chimata bole o bole
kabhi na milana kahin akh naal akh
teri meri baat rahe tere mere tak
o teri meri baat rahe tere mere tak
aaj mere nachne ka dhang dekh le, dhang dekh le
are aaj mere nachne ka dhang dekh le, dhang dekh le
rup dekh rup ki umang dekh le, umang dekh le
rup dekh le, rang dekh le, rang birange dhang dekh le
aur pyaar ke anjaam ka rang dekh le
haye re rang dekh le
are ret mein kabhi na koi phul khilega
oho ret mein kabhi na koi phul khilega
chalti hawao mein na deep jalega
duniya mein paap nahi phule phalega
is pal karoge us pal milega
is pal karoge us pal milega
are raha nahi koi bhi durjan aaj tak
teri meri baat rahe tere mere tak
ha ha teri meri baat rahe tere mere tak
mera chimata bole o bole
kabhi na milana kahin akh naal akh
teri meri baat rahe tere mere tak
teri meri baat rahe tere mere tak
ha ha teri meri baat rahe tere mere tak
tera chimta meri chooriyan dono sath bajayenge sath sath khankayenge