mera dilbar mera dilbar hazaro me ek hai
mera dilbar hazaro me ek hai mera dilbar haye haye
mera dilbar haye haye mera dilbar hazaro me ek hai
haye mera dilbar hazaro me ek hai
ghataye masti ko chumti hai bahare nachti hai jhumti hai
kali khilti hai sharmate hai sare
phul hasta hai to haste hai nazare
sunhare bal jaise naram dhaga
jawani hai to sone par suhaga
jawani hai to sone par suhaga
adaye hai badi masum se bhare bazar me jhumti
gore mukhde ko bazi ladke dekhe
har ek dilbar use mud mud ke dekhe
har ek dilbar use mud mud ke dekhe
wo jab bhi muskura deta karib aa
ke hasino ka jiya hare sakhiya
mera dilbar hazaro me ek hai
haye mera dilbar hazaro me ek hai
jamane me bahut mashur hai vo
mohabbat ki sunhari phul hai vo
zami ka chanad aankho ka taara
chaman ka phula hai khilta nazara
meri sarir me angdayi hai jitani
suna hai uski sadayi hai jitani
mera dilbar, mera dilbar mera dilbar hazaro me ek hai
haye mera dilbar hazaro me ek hai
har ek andaz hai talwar sa hasino ki ada hai pyar sa
kabhi milta nahi jalim sa laga rahta hai judaiyo ka mela
jo ji pe aaye to iman dede jo dil pe aaye to jaan dede
jara si baat ka afsana kar de jise chahe use diwana kar de
sitamgar ke ye sitam jante hai
sanam bhi us ka kahna mante hai
sanam bhi us ka kahna mante hai
aada kya hai ye mere jisam se puchho
wafa kya hai mere dil se puchho
mera dilbar, mera dilbar mera dilbar hazaro me ek hai
haye mera dilbar hazaro me ek hai
mera dilbar hazaro me ek hai
mera dilbar hazaro me ek hai
mera dilbar hazaro me ek hai
haye mera dilbar, mera dilbar
mera dilbar hazaro me ek hai
haye mera dilbar hazaro me ek hai
mera dilbar hazaro me ek hai