Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Qawwalis
Video of this song from youtube
Lyrics of Mera Piyaa Ghar Aaya - लाया बारात लाया घुंघटा उठाने आया
laya barat laya ghunghata uthane aaya
apna banane aaya wo
chanda bhi sath laya tare bhi sath laya
pagal banane aaya wo
mera piya ghar aaya ho ram ji
mera piya ghar aaya ho ram ji
mera piya ghar aaya ho ram ji
mera piya ghar aaya ho ram ji
mera piya ghar aaya ho ram ji
mera piya ghar aaya ho ram ji

meri payal chhamke chham chham
meri bindiya chamke cham cham
mera kangana khanke khan khan khan
mera nikla jaye dam dam
diwani main diwani sharm ko chhod dungi
main ab nachungi itna ki ghungharu tod dungi
najar ka war hoga jigar ke par hoga
meri aankho ke aage mera dildar hoga
mera kangana khanke khan khan
mera nikla jaye dam dam
laya barat laya ghunghata uthane aaya
apna banane aaya wo
chanda bhi sath laya tare bhi sath laya
pagal banane aaya wo
mera piya ghar aaya ho ram ji
mera piya ghar aaya ho ram ji
mera piya ghar aaya ho ram ji
mera piya ghar aaya ho ram ji

mera dhalaka jaye aanchal
mera bikhara jaye kajal
mujhe lagta hai ye pal pal
ho jaungi main pagal
kabhi nochungi use kabhi hogi sharart
kabhi koi gussa wussa kabhi hogi mohabbat
dhadkata hai dil mera na jane kya karu main
kuch hone wala hai ji na jane kyun daru main
mera dhalaka jaye aanchal
mera bikhara jaye kajal
laya barat laya ghunghata uthane aaya
apna banane aaya wo
chanda bhi sath laya tare bhi sath laya
pagal banane aaya wo
mera piya ghar aaya ho ram ji
mera piya ghar aaya ho ram ji
mera piya ghar aaya ho ram ji
mera piya ghar aaya ho ram ji
mera piya ghar aaya ho ram ji
mera piya ghar aaya ho ram ji
lyrics of song Mera Piyaa Ghar Aaya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Mera Piya Ghar Aaya (1997)
Nusrat Fateh Ali Khan
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type