Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Mera Yaar Thanedaar

Video of this song from youtube
Average Rating : 2.50
Total Vote(s) : 10
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Mera Yaar Thanedaar - मेरा यार थानेदार
ambiya jawani ke pak jaane de phir chakhna deewane
ambiya jawani ke pak jaane de phir chakhna deewane
are baali umar me haath lagaye toh
bhijwa dungi thaane, mera yaar
mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar
mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

ambiya jawani ke chakh lene de sun paagal deewani
ambiya jawani ke chakh lene de sun paagal deewani
are bali umar ka apna maza hai chhod ye aana kaani
mujhe dede thoda pyaar, mujhe dede thoda pyaar
mujhe dede thoda pyaar, mujhe dede thoda pyaar

are beech bajariya chhed na mujhko o majnu ke pote
beech bajariya chhed na mujhko o majnu ke pote
jaan gaya gar meri haqikat udd jayenge tote
mere naam ka charcha hai saari duniya me shaane
meri wajah se tapak gaya saala johnny gaddar
mera yaar
mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar
mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar
mera yaar yaar yaar, mera yaar thanedaar

tu roop nagar ki rupa hai jisne laakho ko luta hai
tere naazo nazakat ke sadke kitno ka hi dil tuta hai
deewano ki teekhi nazariya tan me aag lagaye
dekh patakha mast kamariya sabka mann lalchaye
par main jiski deewani hoon jaan liye har koi
par main jiski deewani hoon jaan liye har koi
robinhood ke jaisa hai jigra uska damdaar
mera yaar
mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar
mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

ambiya jawani ke pak jaane de phir chakhna deewane
ambiya jawani ke pak jaane de phir chakhna deewane
are baali umar me haath lagaye toh
bhijwa dungi thaane, mera yaar
mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar
mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar
mujhe dede thoda pyaar, mujhe dede thoda pyaar
mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar
lyrics of song Mera Yaar Thanedaar
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
18.11 (2014)
Rehal Khan, Bridgette Irani, Gulshan Grover, Prem Chopra, Mukesh Tiwari, Asrani, Nipon Goswami, Sameer Ali KhanShaan, Kunal Ganjawala, Kamal Khan, Rani Hazarika, Jaan Nissar Lone, Shail Hada, Suzanne DMelloTanveer Ghazi, Sahil FathepuriJaan Nissar LoneMd.Mohibul HaqueMerina Haque18.11 at IMDB      18.11 at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type