Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.50 - 4 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Meri Bhabhi Ne Bheja Sandesha - मेरी भाभी ने भेजा संदेशा
meri bhabhi ne bheja sandesha
jiya jhum jhum jhum kar gaye
kaun duniya me hoga mujh jaisa
jiya rum jhum kar gaye
jiya rum jhum kar gaye

meri bhabhi kitni achhi, kitna lad ladati
pas nahi hoti hai mere, mujhko nahi rulati
meri bhabhi ka
o meri bhabhi ka, pyar hai ye kaisa
nahi meri samjh me aaye
meri bhabhi ne bheja sandesha
jiya rum jhum kar gaye
jiya rum jhum kar gaye

bhagwan
bhagwan bhed ye kaisa
nahi meri samjh me aaye
ek hi dharti ek hi ambar
ek hi jeev banaye
ek abhaga ek saubhaga, ek hi seep ke moti
ek daal ke do phulo ko, duniya kaha pe roki
ek koi mathe par rakhta, ek koi thukraye
nahi meri samjh me aaye
bhagwan

mujhe bulayegi meri bhabhi
degi dudh katore, degi dudh katore
mujhe sulayegi meri bhabhi
suna suan kar lori, suna suan kar lori
bhag ki tune khub banai gori
kahi hansaye kahi rulaye
bat na jaye todi
bhukha nanha munna kaise
apna man bahlaye
pankh nahi hai jo ud jati
devar mujhe bulaye
mera devar mujhe bulaye
lyrics of song Meri Bhabhi Ne Bheja Sandesha
Comments on song "Meri Bhabhi Ne Bheja Sandesha"
rajivsood25 on Sunday, March 11, 2012
Aap kahan kahan se dil ke tunte huye taro ko jodte hai, salam or thanks .
Khushbo e Bahar e Awaz on Monday, March 19, 2012
good one...so thanks
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Bhagyawan (1953)
Alhad, Raja Nene, Nirupa Roy, Balraj Sahni, Ratan KumarMaster Prakash, Sulochana Kadam, Asha Bhosle, Sulochana Kadam, Madhubala Zaveri, Manna DeyRamesh Gupta, Neelkanth Tiwari, Saraswati Kumar DeepakAvinash VyasDatta DharamadhikariBhagyawan at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type