mere daman ki thandi hawa chahiye
ya najro ki katil ada chahiye
boliye aapko aaj kya chahiye
boliye aapko aaj kya chahiye
mere daman ki thandi hawa chahiye
ya najro ki katil ada chahiye
boliye aapko aaj kya chahiye
boliye aapko aaj kya chahiye
julf bikhre to sham ho jaye
aankh jhukte salam ho jaye
julf bikhre to sham ho jaye
ye shokhiya ye sharat
jo jidd pe aa jaye jamane walo
ka jina haram ho jaye
wafa bhi khubsurat hai jafa bhi khubsurat hai
adaye to adaye hai haya bhi khubsurat hai
haya bhi khubsurat hai mere sarkar is dar ki
kaza bhi khubsurat hai sharam kis baat ki hai
na sharmaiye boliye na boliye aapko aaj
kya chahiye boliye aapko aaj kya chahiye
log kahte hai mai kayamat hu
beraham hu mai bemurbbat hu
log kahte hai mai kayamat hu
na dekhiye mujhe nafrat bhari nigaho se
ke mai bhi dard me dubi hui sharafat hu
khushi bhi mai lutati hu mai ninde bhi udati hu
jaga ke dard sine me dawa bhi mai pilati hu
dawa bhi mai pilati hu
huzur aap ek hath se daualt lutate hai
magar bhari mahfil mai dono hath se dil lutati hai
ya mujhe lut lijiye ya lut jaiye boliye boliye na
boliye aapko aaj kya chahiye
boliye aapko aaj kya chahiye
mere daman ki thandi hawa chahiye
ya najro ki katil ada chahiye boliye aapko