jivan ek sangaram hai sangaram hai tera naam
tu hi bata sab ke liye kya hai tera paigam
kya hai tera paigam
subah sawere sabse pahle
subah sawere sabse pahle bolo ram ram
bolo bolo ram ram
uske bad karo jhuk kar is mitti ko pranam
mere desh waasiyo mere desh wasiyo
apne desh ko sambhalo mere desh wasiyo
apne desh ko sambhalo
subah sawere sabse pahle bolo ram ram
bolo bolo ram ram
uske bad karo jhuk kar is mitti ko pranam
bolo jhumo nacho gaao geet hai ye tarike nahi
geet hai ye tarike nahi
ab gairo ke hatho mein ham sab ki takdeer nahi
ham sab ki takdeer nahi
hatho mein hathkadi nahi panv nein janjir nahi
kyoki ab aajad hai ham sab
ab ham nahi gulam karo us mitti ko parnam
mere desh wasiyo mere desh wasiyo
apne desh ko sambhalo mere desh wasiyo
apne desh ko sambhalo
subah sawere sabse pahle bolo ram ram
bolo bolo ram ram
uske bad karo jhuk kar is mitti ko pranam
yahi pe marna humko yahi pe hasna rona hai
in kheto khalihaano se se sona paida hona hai
jaagate rahna mat sona, jaagte rahna mat sona
ye mitti nhi hai, hai sona
ye mitti nhi hai, hai sona
bech naa dena tum sone ko is mitti ke daam
karo is mitti ko pranaam
mere desh wasiyo mere desh wasiyo
apne desh ko sambhalo mere desh wasiyo
apne desh ko sambhalo
subah sawere sabse pahle bolo ram ram
bolo bolo ram ram
uske bad karo jhuk kar is mitti ko pranam
mere desh ke waasi desh ki seva tum din raat karo
bhule se hi sahi kabhi mujhse dil ki baat karo
desh se itana pyaar kiya thoda mere saath karo
kab tak apni raadha ko tadapaaoge shyaam
tadapaaoge shyaam tadapaaoge shyaam
subah sawere sabse pahle bolo ram ram
bolo bolo ram ram
uske bad karo jhuk kar is mitti ko pranam
mere desh wasiyo mere desh wasiyo
apne desh ko sambhalo mere desh wasi
apne desh ko sambhalo mere desh wasi
apne desh ko sambhalo mere desh wasi
apne desh ko sambhalo