nazare hain ye meri yaado ke
kisi ne chhu ke unko dekha hai
sitare chamke unki baato se
ye miane apni aankho dekha hai
kabhi jo sapne apne ban jate hain
bhulaye na kabhi wo jate hain
kisi ki mithi mithi baato me
diwana dil kabhi ho jata hai
kabhi main sochu uske bare me
ye dil mera wahi kho jata hai
kabhi jo sapne apne ban jate hain
bhulaye na kabhi wo jate hain
samjha re ise samjhe na
kaisa hai dil mera diwana
afsane kyon bante hain
rishto ka janu na
afsana mere dil bata
kahi re bheege bheege mausam me
kahi jo dil ki baate karte hain
na jane kitne pyase parwane
hume chhup ke dekha karte the
kabhi jo sapne apne ban jate hain
bhulaye na kabhi wo jate hain
samjha re ise samjhe na
kaisa hai dil mera diwana
afsane kyon bante hain
rishto ka janu na
afsana mere dil bata
samjha re ise samjhe na
kaisa hai dil mera diwana
afsane kyon bante hain
rishto ka janu na
afsana mere dil bata