la la lla hey hey ae hey
mere dil jhum jhum tu gaaye ja
yahi kahin tujhko pyar mil jayega
hain jhumta ye sama hain pyar ka ye jahan
aise me hum yaha tu kahan hey
mere dil jhum jhum tu gaaye ja
yahi kahin tujhko pyar mil jayega
hain jhumta ye sama hain pyar ka ye jahan
aise me hum yaha tu kahan hey
mere dil jhum jhum tu gaaye ja
mujhko ishara kare ye bijliyan
milne ko aaye mujhse ye titliyan
mujhko ishara kare ye bijliyan
milne ko aaye mujhse ye titliyan
matwala insan hu shola hu tufan hu
har dil ka armaan hu janeja hey
mere dil jhum jhum tu gaaye ja
yahi kahin tujhko pyar mil jayega
hain jhumta ye sama hain pyar ka ye jahan
aise me hum yaha tu kahan hey
mere dil jhum jhum tu gaaye ja
albela raahi hu main ulfat bhara
jisne bhi dekha mujhko mera hua
albela raahi hu main ulfat bhara
jisne bhi dekha mujhko mera hua
aisi kuch to baat hain
duniya mere sath hain
baaji mere hath hain dilruba hey
mere dil jhum jhum tu gaaye ja
yahi kahin tujhko pyar mil jayega
hain jhumta ye sama hain pyar ka ye jahan
aise me hum yaha tu kahan hey
mere dil jhum jhum tu gaaye ja
yahi kahin tujhko pyar mil jayega
hain jhumta ye sama hain pyar ka ye jahan
aise me hum yaha tu kahan hey
mere dil jhum jhum tu gaaye ja
mere dil jhum jhum tu gaaye ja
Kishore Kumar on Anil Dhawan, with Jyothi Lakshmi in the frame, in Rani Aur
Jaani (1973). Satyam's music on Hasrat Jaipuri's lyrics.