mere dil ka pata tumhe kisne diya
mere dil ka pata tumhe kisne diya
kya tum bhi akele the meri tarah
janam janam o janam meri janam
tere dil ka pata mere dil ne diya
tere dil ka pata mere dil ne diya
han hum bhi akele the teri tarah
janam janam o janam mere janam
mai akela ji raha tha jivan beirada tha
na kisi se thi mohabbat na koi bhi vada tha
mai akela ji raha tha jivan beirada tha
na kisi se thi mohabbat na koi bhi vada tha
tum meri rah me jane kab aa gaye
tum meri rah me jane kab aa gaye
kya tum bhi akele the meri tarah
janam janam o janam meri janam
zindagi ke ye hasi pal bas yu hi guzar jate
aur kuch din jo tumhe ham na milte to mar jate
zindagi ke ye hasi pal bas yu hi guzar jate
aur kuch din jo tumhe ham na milte to mar jate
vada hai ye mera tumse kya hai chupa
han hum bhi akele the teri tarah
janam janam o janam mere janam
mere dil ka pata tumhe kisne diya
tere dil ka pata mere dil ne diya
han hum bhi akele the teri tarah
Aisa koi gaana toh nahin hoga na muskaan ji, joh mera favourite ho aur
aapne upload na kiya ho :D i just love this song, aur kya line's hai na -
kya tum bhi akele the, meri tarah, just love it, all star's 4 all the great
song's aapne joh upload kiya hai 100/100