mere dil ke lifafe pe
mere dil ke lifafe pe
tu banke ticket lag ja
o gori o gori banke ticket lag ja
o mere dil ke ticket pe raja
o mere dil ke ticket pe raja
tu banke mohar lag ja
ho raja o raja banke mohar lag ja hoye
daakkhana ban jau mai
aji daakkhana ban jau mai
tu ban ja toofan mail
paar karenge prem ke station
paar karenge prem ke station
chalegi frontiear mail, haa chalegi frontiear mail
na na mai bhejungi prem ki paati
na na mai bhejungi prem ki paati
tumko by email
mere ghar ke pate pe raja
o mere ghar ke pate pe raja
tu banke dakiya aa ho raja
o raaja banke dakiya aa
mere dil ke lifafe pe
haaye mere dil ke lifafe pe
tu banke ticket lag ja
o gori o gori banke ticket lag ja
berang dil ka lifafa na ho
aji berang dil ka lifafa na ho
hoga ji fir jurmana
tere aur mere pyar ka duniya
tere aur mere pyar ka duniya
padh legi afsana
are re re fir band hoga
are re re fir band hoga
ghar me tera aana jana
pehle bapu se puchh le pyare
o pehle bapu se puchh le pyare
fir duniya se darna kya ho raja
o raaja duniya se darna kya
mere dil ke lifaafe pe
ho mere dil ke lifaafe pe
tu banke ticket lag ja
o gori o gori tu banke ticket lag ja
FILM: "NAGIN aur SAPERA" = 1966.
Film cast: Manhar Desai, Bela Bose, Sapru, Shakeela Bano Bhopali, Bhagwan
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Meenu Purushottam, Mahendra Kapoor
Lyricist: Satya Pal Varma
Music Director: Harbans
Film Director: Balwant Bhatt