mere dil ki nagariya mein aana
na aa ke jana balam pardesiya
dil tadpaye mohe chain na aaye
mohe ek jhalak dikhalana dikhalana
mere dil ki nagariya mein aana
na aa ke jana balam pardesiya
dil tadpaye mohe chain na aaye
mohe ek jhalak dikhalana, dikhalana
rut milane ki aai suhani
aa jao to badi maharbani
gup chup gup chup
duniya se chhup chhup
main to aa gai kar ke bahana
mere dil ki nagariya mein aana
na aa ke jana balam pardesiya
dil tadpaye mohe chain na aaye
mohe ek jhalak dikhalana, dikhalana
jis din se hui mai tumahari
mithi mithi si mujhe beqarari
pyari payari si hai peed
jiya dhare nahi dheer
zara aa ke ise samajhana
mere dil ki nagariya mein aana
na aa ke jana balam pardesiya
dil tadpaye mohe chain na aaye
mohe ek jhalak dikhalana, dikhalana
dekho dekho ji hame na satao
aana hai to ab aa jao
hame bada intzar, dil bada beqarar
tumhe hamari kasam zara aana
mere dil ki nagariya mein aana
na aa ke jana balam pardesiya
dil tadpaye mohe chain na aaye
mohe ek jhalak dikhalana, dikhalana
mere dil ki nagariya mein aana
na aa ke jana balam pardesiya
dil tadpaye mohe chain na aaye
mohe ek jhalak dikhalana, dikhalana.