Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Mere Dil Me Tu Tere Dil Me Mai
4.27 - 11 votes
Amitabh Bachchan, Sunny Deol, Chunky Pandey
Video of this song from youtube
Lyrics of Mere Dil Me Tu Tere Dil Me Mai - मेरे दिल में तू तेरे दिल में मैं
mere dil me tu tere dil me mai
dono yu milke rahenge
mere dil me tu tere dil me mai
dono yu milke kahenge
tu hai mera bhai, tu hai mera bhai
tu hai mera bhai, tu hai mera bhai

ladne se hasil kya, iski hai manjil kya
ladne se hasil kya, iski hai manjil kya
ladne se hasil kya hey bhai
mere dil me tu tere dil me mai
dono yu milke rahenge
mere dil me tu tere dil me mai
dono yu milke kahenge
tu hai mera bhai, tu hai mera bhai
tu hai mera bhai, tu hai mera bhai

na hindu na muslman hai
do jism ek jaan hai
aapas me humko lada de
gdaar aise kaha hai
hum chale jab sath milke
toofano ko cheer jaye
zanjire humko kya bandhe
diware kya rok paye
aaiye aap aaye hai
kya jalwe hum dono dikhlaye
mere dil me tu tere dil me mai
dono yu milke rahenge
mere dil me tu tere dil me mai
dono yu milke kahenge
tu hai mera bhai, tu hai mera bhai
tu hai mera bhai, tu hai mera bhai

are duniya me kahi bhi na honge re
pyar karne wale aise bhai
are dekh ke in dono ko
ram lakhan ki yaad aayi
ye bhai wah wah wah
dohai wah wah wah
machaye wah wah wha
tabhai wah wah wah
bade mushoor kisse tumhare the
kabhi surat magar na nazar aayi
aaj jalwe dikhayenge hum tumko
aji hum tumhare bade bhai
kisne ye patti padhai
sammat humari kyu aayi
chedo na humse ladai
jane bhi do bade bhai
diwane wah wah wah
bahane wah wah wha
kahi na ja ja ja
ke ghar to aa aa aa
gale pehle mile hum kabhi na yu
aaj mathe pe chalka pasina kyu
mai hathkadiya ye sath laya hu
us bade ghar tumhe aaj pehucha du
ye milan mai humesh ko karwa du
ye milan mai humesh ko karwa du
tere dil me ye, iske dil me tu
dono yu milke rahenge
tere dil me ye, iske dil me tu
dono yu milke kahenge
ye hai tera bhai, tu hai iska bhai
ye hai tera bhai, tu hai iska bhai
lyrics of song Mere Dil Me Tu Tere Dil Me Mai
Comments on song "Mere Dil Me Tu Tere Dil Me Mai"
Vikas Madan on Thursday, December 26, 2013
AAJ SE 2 SAAL 6 MAHINE PEHLE MAI HOMEGUARD KI DELHI ME MCD ELECTION KI
DUTY DELHI POLICE KE SAATH DENE GAYA THA.TAB HUM JIS JAGAH PE RAHE.VAHA
HOMEGUARD ME AAPUS ME DO GOOT NARUKHERI GAON KARNAL OR JUNDLA GAON KARNAL
KI LADAI HO GAYI THI.MAI UN DONO GAON KE GOOT ME SANJHOTA KARVANE KE LIYE
GAYA.MAI JUNDLA GAON KI TARAF SE THA.NARUKHERI KI TARAF SE KOI OR THA.HUM
DONO IS GAANE KE SUNNY DEOL OR CHUNKY PANDEY KI TARAH KHALI HAATH GAYE.BAKI
DONO GOOT KE LADKE JO HUM DONO KE PICHE KHADE HUE.UN SABHI NE HOCKY UTHA
RAKHI THI.TO ACHANAK IS GAANE KE AMITABH BACHAN KI TARAH EK DELHI POLICE
WALA CAR PAR AA PAHUNCHA.TO USE DEKH SABHI LADKO NE APNI HOCKEY NICHE GIRA
DI.TO MAINE IS GAANE KI YE LINE GAYI.MERE DIL ME TU.TERE DIL ME MAI DONO YE
MILKAR KAHENGE TU HAI MERA BHAI.LADNE SE HAASIL KYA ISKI HAI MANJIL KYA AE
BHAI.AAPUS HUMKO LADA DE GADDAR AISE KAHA HAI.PHIR US POLICE WAALE NE BHI
IS GAANE KE AMITABH BACHHAN KI TARAH DANCE KIYA OR GAANA GAYA.SABHI LADKO
NE USKE PICHE DANCA KIYA.MAINE US POLICEWALE SE HAATH JODKAR BOLA CHEDO NA
HUMSE LADAI MAAF KARDO BADE BHAI.HUM DONO KE MAATHE PAR PASEENA AA GAYA
THA.BADE BHAI.USNE WAQT ANUSAR DHAL KAR SABKA MAN LAGAKAR SANJHOTA KARVA
DIYA.YE US POLICEWALE KA SANJHOTA KARVANE KA TAREEKA THA.
B 99 SADAR BAZAR DOCTOR DAVINDER BATRA KE PASS KARNAL HARYANA INDIA MOB
9467946098
Andrew Hardat on Sunday, April 20, 2014
Catchy song and good message for the masses 20 years later. 1994-2014
TheEmpyrean79 on Monday, March 12, 2012
funny bt nice
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Insaniyat (1994)
Amitabh Bachchan, Sunny Deol, Chunky Pandey, Jaya Prada, Raveena Tandon, Sonam, Vinod Mehra, Anupam Kher, Sadashiv Amrapurkar, Nutan, Prem Chopra, Pallavi Joshi, Goga Kapoor, Shafi Inamdaar, Anjana Mumtaz, Tom Alter, Satyen Kappu, Alok Nath, Aruna Irani, Ajit Vachchani, Mukesh Khanna, Gurubachan SinghAsha Bhosle, Mangal Singh, Padmini, Anuradha Paudwal, Lata Mangeshkar, Anwar, Sudesh Bhosle, Udit Narayan, Kumar Sanu, Sadhana Sargam, Sapna MukherjeeAnjaanRajesh RoshanTonyTitoInsaniyat at IMDB      Insaniyat at WikipediaInsaniyat at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type