mere dil pe hath rakh kar 
mere dil pe hath rakh kar 
ye kasam khao jo kahoge sach kahoge 
sach ke siwa kuch an kahoge 
jo kahunga sach kahunga 
sach ke siva kuch na khaunga 
sari umar mai tere pyar ki 
dor se bandha rahunga 
mere dil pe hath rakh kar 
mere dil pe hath rakh kar 
ye kasam khao jo kahoge sach kahoge 
sach ke siwa kuch an kahoge 
jo kahunga sach kahunga 
sach ke siva kuch na khaunga 
sari umar mai tere pyar ki 
dor se bandha rahunga 
mere dil pe hath rakh kar ye kasam khao 
kabhi kabhi mai jo ruth jaun to 
tum manoge haa manaunga 
kisi bhi parayi ladki ke aage 
peeche tum na jaoge ha na jaunga 
kabhi kabhi mai jo ruth jaun to 
tum manoge haa manaunga 
kisi bhi parayi ladki ke aage 
peeche tum na jaoge ha na jaunga 
bas mujhe chahoge tumko chaunga 
imtihaan do lo ye jaan lo 
khanjar chala sine par mai uff bhi nahi karunga 
mere dil pe hath rakh kar 
ye kasam khao jo kahoge sach kahoge 
sach ke siwa kuch an kahoge 
jo kahunga sach kahunga 
sach ke siva kuch na khaunga 
sari umar mai tere pyar ki 
dor se bandha rahunga 
mere dil pe hath rakh kar ye kasam khao 
jab jab kabhi mai jo seti bajaunga
to aaogi haan aungi 
chhod kar meri duniya tum 
meri ban jaogi ban jaungi 
jab jab kabhi mai jo seti bajaunga
to aaogi haan aungi 
chhod kar meri duniya tum 
meri ban jaogi ban jaungi 
wada karo sanam le lo tum kasam 
imtehaan do lo ye jaan lo 
chunwa do diwaro me phir bhi tum pe hi marungi 
ho mere dil pe hath rakh kar ye kasam khao 
mere dil pe hath rakh kar ye kasam khao 
jo kahogi sach kahogi 
sach ke siwa kuch na kahogi 
jo kahoge sach kahoge 
sach ke siwa kuch na kahoge
